Video Discription |
Manqabat Khuwan : ZAIN ALI RIZVI
Kalam : BILAL KAZMI (India)
Istefada : Sultan Suroor Lakhnawi
Dunia mere Ashkon se Pareshan Bohat hai
Pani ka ye Qatra hai Magar Jaan Bohat hai ,
==================================
Hai jab se Mali Khak e Shifa meine Jabee'n per ,
Aa'ina mujhay daikh ke Hairan Bohat hai ,
==================================
Ye Soch ke Ghazi (as) ne Uthayi nahi Talwar ,
Inke liye Besheer (as) ki Muskan Bohat hai ,
==================================
Karnay ko Ada Takht e Suleman (as) ki Qeemat ,
Abbas (as) ki Dargah ka Darban Bohat hai ,
==================================
Parhnay ke liye Hazrat e Imra'n (as) ka Qaseeda ,
Qur'an ki Qasam Surah e Imran Bohat hai ,
==================================
Haider (as) ke waseelay se Dua Mang raha hun ,
Sooraj ke Palat Aanay ka Imkan Bohat hai ,
==================================
Gar Hazrat e Abbas (as) ke jesa ho Muyassar ,
Kunbay ke liye Aik Nigehban Bohat hai ,
==================================
Zehra (sa) ne hamein Sheh (as) ka Azadar Banaya ,
Hum jese Ghareebon pe ye Ahsaan bohat hai ,
==================================
Ab Zain ko Kuch Aur Laqab se na Nawazo ,
Zawwar hai Mola (as) ka ye Pehchan Bohat hai ,
==================================
Ye Izzat o Shohrat hai Bilal Ashk e Aza se ,
Hum per Ghum e Shabbir (as) ka Ahsaan Bohat hai !
new manqabat 2021,manqabat,new manqabat,manqabat 2021,3 shaban manqabat,imam hussain manqabat,manqabat imam hussain,new manqabat 2020,new manqabat 2019,manqabat 2020,shaban manqabat,13 rajab manqabat,manqabat mola ali,imam hussain manqabat 2021,mola hussain manqabat,mola ali manqabat,farhan ali waris manqabat,manqabat 2019,3 shaban manqabat 2021,mir hasan mir new manqabat,new manqabat mola ali,mir hasan mir manqabat,imam ali manqabat,mir hasan mir new manqabat 2021 hussain hai naa,mir hasan mir new manqabat 2021,mir hasan mir,new manqabat 2021,3 shaban manqabat,imam hussain manqabat,imam hussain manqabat 2021,hussain bant rahai hain nijaat lai jao,kaise milta hai khuda,manqabat imam hussain,hussain ka rutba,faqeer ki sada hussain (ع) hai,mola hussain manqabat,mir hasan mir manqabat mola hussain,imam hussain ki wiladat,imam hussain story,badshah hussain,har zamana mere hussain ka hai,hussain zindabad,new qasida 2021,murshad hussain hai
#zainalirizvi #manqabat2021 #newmanqabat #zawwarehussain #zar [3BLK7-hkUPI] |